Deen Se Doori Rakhna Kaisa Hai*01

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*♥️ ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*♥️ السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ*
*♥️ الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ*

*👉 post 001 ✔️* 

*📝SAWAL-:*
*📇 Deen Se Doori Rakhna Kaisa Hai*


*✍️ JAWAB-;*
*📇    Hazrate Soban (RadiAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool’Allah ﷺ Ne Irshad Farmaya Qareeb Hai Ki Dusri Qaumein Tum Par Aisee Tut Parhegui Jaisa Bhuka Khane Par Tut Parhta Hai Kisi Ne Arz Kiya Ya Rasool’Allah ﷺ Kya Hum Uss Waqt Bahut Kum Honge Farmaya Ki Nahi Bulki Tum Uss Zamane Me Bahut Ziyada Honge Lekin Tum Sailab (Ya Samundar) Ke Upar Tairte Huve Koode Kachrey (Ya Jhaag) Ki Tarah Honge Aur Allah Subhanahu Ta’ala Tumhare Dushmano Ke Seene Se Tumhara Khauf Aur Ruaab Nikal Dega Aur Allah Tumhare Seeno Me Wahan Daal Dega Kisi Ne Kaha Ya Rasool’Allah ﷺ Wahan Kya Cheez Hai Tou Farmaya Duniya Se Muhabbat Aur Mout (Aakhirat) Ko Na Pasand Karna*
*📚 Sunan Abu Dawud, Volume-3, Hadith No.892*

*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*

*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*


🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 गदा ए फ़कीर रज़वी क़ादरी हनफ़ी बरेलवी 🔴* *جزاک اللہ خیر*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Kya Sardi Hone Ki Wajah Se Naakh Me Se Pani Nikalna Suru Ho Jata Hai To Kya Is Surat Me Namaz Padh Sakte Hai Or Kya Isse Wuzu Tut Jayega*15

Beti Aur Bete Me Kis Hadd Tak Barabari Kare*

Kya Huzoor ﷺ Se Mohabbat Ki Koi Had Hai* 08