संदेश

Fasiq Ki Burayi Karna Kaisa Hai*16

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *♥️ ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *♥️ السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ* *♥️ الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ* *👉 post 082 ✔️*  *📝SAWAL-:* *📇   Fasiq Ki Burayi Karna Kaisa Hai* *JAWAB-;* *📇    Fasiq Aur Bad-Mazhab Ki Burayi Logo Ke Saamne Bayaan Karna Gheebat Nahi* *📚 Fatawa e Razviya Shareef Jild 24 Safah 358* ----------------------------------------- ----------------------------------------- *📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।* *▪ امیــــــن ▪* *🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))* 🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼 *👏🏁 गदा ए फ़कीर रज़वी क़ादरी हनफ़ी बरेलवी 🔴* *جزاک اللہ خیر* https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC

Kya Sardi Hone Ki Wajah Se Naakh Me Se Pani Nikalna Suru Ho Jata Hai To Kya Is Surat Me Namaz Padh Sakte Hai Or Kya Isse Wuzu Tut Jayega*15

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *♥️ ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *♥️ السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ* *♥️ الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ* *👉 post 062 ✔️*  *📝SAWAL-:* *📇   Kya Sardi Hone Ki Wajah Se Naakh Me Se Pani Nikalna Suru Ho Jata Hai To Kya Is Surat Me Namaz Padh Sakte Hai Or Kya Isse Wuzu Tut Jayega* *✍️ JAWAB -;* *📇    Mujaddide Deeno Millat Sarkar Aala Hazrat Ashshah Imam Ahmad Raza Khan Fazile Barailvy Alaihir Rahma Ne Is Ta'alluq Se Ek Mukammal Risala Likha Ba-naam*  *لمع الاحکام ان لاوضوء من الزکام* *Yaani Zukaam Se Wuzu Nahi Jiske Andar Aapne Mukammal Tafseel Bayanu Ki Hai Ki Zukam Se Wuzu Nahi Tootta Jiske Khulasa Me He Ki Jo Cheez Aadatan Badan Se Baha Karti Ho Or Usse Wuzu Na Jata Ho Jaise Aansu, Paseena, Doodh, Balgam, Naak Ki Rezish Agarche Kitni Hi Kasrat Se Nikle Naaqize Wuzu Nahi Agarche Uski Kasrat Bajaye Khud Ek Marz Gini Jati Ho* *Isi Tarah Sarkar SadrushShariyah Alaihir Rahmato Ridwan ...

Nabi E Kareem ﷺ Ko Jaan E Masiha Bolna Kaisa Hai*

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *♥️ ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *♥️ السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ* *♥️ الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ* *👉 post 054 ✔️*  *📝SAWAL-:* *📇   Nabi E Kareem ﷺ Ko Jaan E Masiha Bolna Kaisa Hai* *✍️ JAWAB-;* *📇    Hazrat Imam Bukhari Radhiyallahu Anhu Farmate Hain Khaybar Ki Jang Me Hazrat Salma Bin Akwa Radhiyallahu Anhu Ki Pindli (Leg) Par Aysi Zabardat Maar Lagi Ke Logo Ko Unke Shaheed Hone Ka Gumaan Ho Gaya Hazrat Salma farmate Hain Mai Allah Ke Nabi ﷺ Ki Khidmat Me Haazir Huwa Aap Ne 3 Baar Uspar Thook (Loaabe Dahan) Lagaya Phir Pindli Me Kabhi Dard Na Huwa* *📚 Bukhari Sharif 2/605* *Jiske Talwo Ka Dhowan Hai Aabe Hayat* *Hai Wo Jaan-e Masiha Hamara Nabi* ----------------------------------------- ----------------------------------------- *📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।* *▪ امیــــــن ▪* *🔛((((( COM...

Sulehkulli Kise Kehte Hai*

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *♥️ ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *♥️ السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ* *♥️ الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ* *👉 post 055 ✔️*  *📝SAWAL-:* *📇   Sulehkulli Kise Kehte Hai* *✍️ JAWAB-;* *📇      Sulahekulli Ki 2 Qismen Hain*  *1) Sulahekulli Eteqaadi* *2) SulaheKulli Amali* *1) Sulahekulli Eteqaadi Wo Hai Jo Wahabi Deobandi Raafiz Tamam Badmazhab Jin Ki Badmazhabi Hadd e Kufr Ko Pahoch Gayi Sab Ke Aqaayed Par Muttala Hote Hue Unhe Musalman Jaane Jaise Is Zamane Me Tahirul Padri Ka Fitna Hai Ke Wo Sab Ko Haq Samajhta Aur Maanta Hai Aisa Sulahekulli Kaafir o Murtad Hai* *2) Sulahekulli Amali Wo Hai Jo Aqeedatan Sunni Ho Yaani Dosre Badmazhab Wahabi Deobandi Rafizi Wagairah Ko Kafir Jaanta Ho Magar Un Se Mel Jol Rakhta Ho Aur Wahabi Deobandi Wagairah Badmazhabo Se Mel Jol Rakhna Fisq o Gunaah Aur Iman o Aqeeda Ki Kamzori Ka Sabab Hai Aur Aise Amali Sulahekulli Ka Hukm Fasiq Ka Hai Aur...

Noor E Imaan Ki Shaan Kya Hai*

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *♥️ ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *♥️ السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ* *♥️ الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ* *👉 post 032 ✔️*  *📝SAWAL-:* *📇   Noor E Imaan Ki Shaan Kya Hai* *✍️ JAWAB-;* *📇    Hadees E Paak Mein Aata Hai Ki Jab Banda E Momin Dozakh Se Guzrega To Dozakh Momin Se Kahegi Aa Momin Jaldi Guzar Isliye Ki Tere Noor Ne Meri Aag Buja Di* *📚 Shoibul Imaan, 339/1 Hadees Sharif 375* ----------------------------------------- ----------------------------------------- *📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।* *▪ امیــــــن ▪* *🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))* 🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼 *👏🏁 गदा ए फ़कीर रज़वी क़ादरी हनफ़ी बरेलवी 🔴* *جزاک اللہ خیر* https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC

Beti Aur Bete Me Kis Hadd Tak Barabari Kare*

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *♥️ ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *♥️ السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ* *♥️ الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ* *👉 post 048 ✔️*  *📝SAWAL-:* *📇   Beti Aur Bete Me Kis Hadd Tak Barabari Kare* *✍️ JAWAB-;* *📇    Sayyedina Anas Bin Malik (RadiAllahu Anhu) se Riyawat Hai Ke Ek Shakhs Nabi-e-Kareem ﷺ Ke Paas Baitha Hua Tha Ke Uska Ek Chhota Beta Aagaya Usne Use Pakda Chuma Aur Apne Godh Me Bitha Liya Kuch Der Baad Uski Chhoti Beti Aayi Usne Usa Pakda (aur Baghayr Chume ) Ek Taraf Bitha Diya Ye Dekhkar Aap ﷺ Ne Farmaya Tumne Un Dono Ke Darmiyan Adal Nahi Kiya* *📚 Shoebul Iman Lil-Baihaqui : 6/410* ----------------------------------------- ----------------------------------------- *📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।* *▪ امیــــــن ▪* *🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))* 🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼 *👏🏁 गदा ए फ़कीर रज़वी क़...

Gibat Karne Ka Gunah Aur Azaab Kya Hai*10

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *♥️ ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *♥️ السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ* *♥️ الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ* *👉 post 047 ✔️*  *📝SAWAL-:* *📇   Gibat Karne Ka Gunah Aur Azaab Kya Hai* *✍️ JAWAB-;* *📇     Hazrate Anas Bin Malik (RadiAllahu Anhu) Se Riwayat hai ke RasoolAllah ﷺ Ne Irshad Farmaaya Jab Mujhe Meraaj Karaayi Gayi to Mera Guzar Ek Aisi Qaum Par Hua Jin Ke Naakhoon Taambey (Nails of Copper) Ke The Jo Apne Chehron aur Seenon (faces & chests) Ko Chhil (Scratch) Rahe The Mai Ne Poocha Aye Jibreel Yeh Kaun Hain Unho Ne Kaha Yeh Woh Hai Jo Doosre Logon Ka Gosht Khaate (Yaani Gheebat/Back Biting) Aur Unki Izzaton se Khelte Hain* *📚 Sunan Abu Daawood, Kitaab UL-Adab, Hadees (Saheeh) : 4878* *👉 NOTE; Musalmaan Ki Gheebat Karna Ya Choti Satah (level) Ke Musalmano Ki Izzat wa Tauqeer (Sammaan) ko Malhooz (Dhyaan) Naa Rakhna, Sakht Khatarnaak Hai* --------------------------------...