Gibat Karne Ka Gunah Aur Azaab Kya Hai*10
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*♥️ ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*♥️ السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ*
*♥️ الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ*
*👉 post 047 ✔️*
*📝SAWAL-:*
*📇 Gibat Karne Ka Gunah Aur Azaab Kya Hai*
*✍️ JAWAB-;*
*📇 Hazrate Anas Bin Malik (RadiAllahu Anhu) Se Riwayat hai ke RasoolAllah ﷺ Ne Irshad Farmaaya Jab Mujhe Meraaj Karaayi Gayi to Mera Guzar Ek Aisi Qaum Par Hua Jin Ke Naakhoon Taambey (Nails of Copper) Ke The Jo Apne Chehron aur Seenon (faces & chests) Ko Chhil (Scratch) Rahe The Mai Ne Poocha Aye Jibreel Yeh Kaun Hain Unho Ne Kaha Yeh Woh Hai Jo Doosre Logon Ka Gosht Khaate (Yaani Gheebat/Back Biting) Aur Unki Izzaton se Khelte Hain*
*📚 Sunan Abu Daawood, Kitaab UL-Adab, Hadees (Saheeh) : 4878*
*👉 NOTE; Musalmaan Ki Gheebat Karna Ya Choti Satah (level) Ke Musalmano Ki Izzat wa Tauqeer (Sammaan) ko Malhooz (Dhyaan) Naa Rakhna, Sakht Khatarnaak Hai*
-----------------------------------------
-----------------------------------------
*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*
*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*
🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 गदा ए फ़कीर रज़वी क़ादरी हनफ़ी बरेलवी 🔴* *جزاک اللہ خیر*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें