Kya Shaitan Subha Uthne Se Rokta Hai*03

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*♥️ ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*♥️ السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ*
*♥️ الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ*

*👉 post 044 ✔️* 

*📝SAWAL-:*
*📇   Kya Shaitan Subha Uthne Se Rokta Hai*


*✍️ JAWAB- ;*
*📇     Hazrate Abu Hurairah (Radi'Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Rasoolallah ﷺ Ne Irshad Farmaya Ki Shaitan Insan Ke Sir Ke Peeche Raat Mein Sote Waqt Teen Girah (Gaath) Laga Deta Hai Aur Har Girah Par Ye Phunk Deta Hai Ki So Ja Abhi Raat Bahut Baqi Hai Phir Agar Koi Bedar Hokar ALLAH Subhanahu Ko Yaad Kare To Ek Girah Khul Jati Hai Phir Jab Wuzu Karta Hai To Dusri Girah Khul Jati Hai Aur Phir Agar Namaz Padhe To Teesri Girah Bhi Khul Jati Hai Is Tarah Subah Ke Waqt Insan Khus Aur Tarotaza Uthta Hai Warna Woh Sust Aur Nahusat Ke Sath Uthta Hai*
*📚 Sahih Al-Bukhari 1142*
-----------------------------------------
-----------------------------------------
*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*

*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*


🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 गदा ए फ़कीर रज़वी क़ादरी हनफ़ी बरेलवी 🔴* *جزاک اللہ خیر*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Kya Sardi Hone Ki Wajah Se Naakh Me Se Pani Nikalna Suru Ho Jata Hai To Kya Is Surat Me Namaz Padh Sakte Hai Or Kya Isse Wuzu Tut Jayega*15

Beti Aur Bete Me Kis Hadd Tak Barabari Kare*

Kya Huzoor ﷺ Se Mohabbat Ki Koi Had Hai* 08