Nabi E Kareem ﷺ Ko Jaan E Masiha Bolna Kaisa Hai*

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*♥️ ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*♥️ السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ*
*♥️ الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ*

*👉 post 054 ✔️* 

*📝SAWAL-:*
*📇   Nabi E Kareem ﷺ Ko Jaan E Masiha Bolna Kaisa Hai*


*✍️ JAWAB-;*
*📇    Hazrat Imam Bukhari Radhiyallahu Anhu Farmate Hain Khaybar Ki Jang Me Hazrat Salma Bin Akwa Radhiyallahu Anhu Ki Pindli (Leg) Par Aysi Zabardat Maar Lagi Ke Logo Ko Unke Shaheed Hone Ka Gumaan Ho Gaya Hazrat Salma farmate Hain Mai Allah Ke Nabi ﷺ Ki Khidmat Me Haazir Huwa Aap Ne 3 Baar Uspar Thook (Loaabe Dahan) Lagaya Phir Pindli Me Kabhi Dard Na Huwa*
*📚 Bukhari Sharif 2/605*

*Jiske Talwo Ka Dhowan Hai Aabe Hayat*
*Hai Wo Jaan-e Masiha Hamara Nabi*
-----------------------------------------
-----------------------------------------
*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*

*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*


🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 गदा ए फ़कीर रज़वी क़ादरी हनफ़ी बरेलवी 🔴* *جزاک اللہ خیر*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Kya Sardi Hone Ki Wajah Se Naakh Me Se Pani Nikalna Suru Ho Jata Hai To Kya Is Surat Me Namaz Padh Sakte Hai Or Kya Isse Wuzu Tut Jayega*15

Beti Aur Bete Me Kis Hadd Tak Barabari Kare*

Kya Huzoor ﷺ Se Mohabbat Ki Koi Had Hai* 08