Sulehkulli Kise Kehte Hai*
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*♥️ ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*♥️ السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ*
*♥️ الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ*
*👉 post 055 ✔️*
*📝SAWAL-:*
*📇 Sulehkulli Kise Kehte Hai*
*✍️ JAWAB-;*
*📇 Sulahekulli Ki 2 Qismen Hain*
*1) Sulahekulli Eteqaadi*
*2) SulaheKulli Amali*
*1) Sulahekulli Eteqaadi Wo Hai Jo Wahabi Deobandi Raafiz Tamam Badmazhab Jin Ki Badmazhabi Hadd e Kufr Ko Pahoch Gayi Sab Ke Aqaayed Par Muttala Hote Hue Unhe Musalman Jaane Jaise Is Zamane Me Tahirul Padri Ka Fitna Hai Ke Wo Sab Ko Haq Samajhta Aur Maanta Hai Aisa Sulahekulli Kaafir o Murtad Hai*
*2) Sulahekulli Amali Wo Hai Jo Aqeedatan Sunni Ho Yaani Dosre Badmazhab Wahabi Deobandi Rafizi Wagairah Ko Kafir Jaanta Ho Magar Un Se Mel Jol Rakhta Ho Aur Wahabi Deobandi Wagairah Badmazhabo Se Mel Jol Rakhna Fisq o Gunaah Aur Iman o Aqeeda Ki Kamzori Ka Sabab Hai Aur Aise Amali Sulahekulli Ka Hukm Fasiq Ka Hai Aur Fasiq Se Mel Jol Rakhna Mana Hai Magar Is Bina Par Unhe Gumraah Ya Kaafir Nahi Kaha Jaayega*
*Huzur Tajushshriya Famate Hai Wahabi Or Sunni Me Tafriq Na Karne Wala Sulehkulli Hai*
*📚 FATAWA TAJUSHSHRIYA JILD 2 SAFA 202*
-----------------------------------------
-----------------------------------------
*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*
*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*
🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 गदा ए फ़कीर रज़वी क़ादरी हनफ़ी बरेलवी 🔴* *جزاک اللہ خیر*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें